Kanha bhajan is highly demanded by people of all ages around the world. Keeping in mind the repeatedly increasing demand of krishna ji ke bhajan, we bring you the 13 evergreen krishna ke bhajan that will truly mesmerize your heart and soul. Enjoy the krishna bhagwan ke bhajan with Krishna Bhajan Video. Play your favorite krishna video song and get indulged in the bhakti. If you are looking for the top kanha ji ke bhajan then we have prepared a list for you right here. These shri krishna bhajan will touch your heart. Whether you want the latest collection of krishna bhajan audio for morning bhajans or want to hear it on Janmashtmi, we have every type of bhajans that will suit your precise music demands. Listen to the popular Shri krishna ke bhajan by various artists for the first time at Beauty of Soul.
Here we have the best collection of Krishna Song that will make you fall in love with the Lord Krishna. Hurry Up! Watch, Download and share krishan ji ke bhajan now!
1- Yashomati Maiya Se Bole Nandlala
Lyrics- Yashomati Maiya Se bole Nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
Boli muskaati maiya lalan ko bataya
Boli muskaati maiya lalan ko bataya
Kaari andhiyari aadhi raat mein tu aaya
Ladla Kanhiya mera ho
Ladla Kanhiya mera kali kamli wala
Isiliye kala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
Boli muskaati maiya sun mere pyare
Boli muskaati maiya sun mere pyare
Gori gori Radhika ke nain kajraare
Kaale nainon waali ne ho
Kaale nainon waali ne aisa jaadu dala
Isiliye kala
Yashomati maiya se bole nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
Itne mein Radha pyaari aai ithlaati
Itne mein Radha pyaari aai ithlaati
Maine na jaadu dala boli balkhaati
Maiya Kanhaiya tera ho
Maiya Kanhaiya tera jag se nirala
Isiliye kala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
2- Radhe Radhe Rato Chale Aayenge Bihari
Lyrics- Radhe Radhe Japo Chale Aayenge Bihari
Radhe Radhe japo chale aayenge bihari,
Aayenge bihari chale aayege bihari,
Radhe Radhe japo chale aayenge bihari,
Aayenge bihari chale aayege bihari,
Radhe meri chanda chakor hai bihari,
Radhe meri chanda chakor hai bihari,
Radhe Radhe japo chale aayenge bihari,
Aayenge bihari chale aayege bihari,
Radha rani mishri toh swaad hai bihari,
Radha rani mishri toh swaad hai bihari,
Radhe Radhe japo chale aayenge bihari,
Aayenge bihari chale aayege bihari,
Radha meri Ganga toh dhaar hai bihari,
Radha meri Ganga toh dhaar hai bihari,
Radhe Radhe japo chale aayenge bihari,
Aayenge bihari chale aayege bihari,
Radha rani tann hai toh praan hai bihari,
Radha rani tann hai toh praan hai bihari,
Radhe Radhe japo chale aayenge bihari,
Aayenge bihari chale aayege bihari,
Radha rani Sagar toh tarang hai bihari,
Radha rani Sagar toh tarang hai bihari,
Radhe Radhe japo chale aayenge bihari,
Aayenge bihari chale aayege bihari,
Radha rani Mohini toh Mohan hai bihari,
Radha rani Mohini toh Mohan hai bihari,
Radhe Radhe japo chale aayenge bihari,
Aayenge bihari chale aayege bihari,
Radha rani Gauri toh saawre bihari,
Radha rani Gauri toh saawre bihari,
Radhe Radhe japo chale aayenge bihari,
Aayenge bihari chale aayege bihari,
Radha rani bholi bhaali chanchal hai bihari,
Radha rani bholi bhaali chanchal hai bihari,
Radhe Radhe japo chale aayenge bihari,
Aayenge bihari chale aayege bihari,
Radha rani nathni toh kangan hai bihari,
Radha rani nathni toh kangan hai bihari,
Radhe Radhe japo chale aayenge bihari,
Aayenge bihari chale aayege bihari,
Radha rani Murli toh taan hai bihari,
Radha rani Murli toh taan hai bihari,
Radhe Radhe japo chale aayenge bihari,
Aayenge bihari chale aayege bihari,
Radha rani morni toh mor hai bihari,
Radha rani morni toh mor hai bihari,
Radhe Radhe japo chale aayenge bihari,
Aayenge bihari chale aayege bihari.
3- Radha Dhund Rahi Kisine Mera Shyam Dekha
Lyrics- Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Kanhaiya Gopaal Kaanha Mohan Maadhav Keshav
Raadhe
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Shyam Dekha Ghanshyaam Dekha
Shyam Dekha Ghanshyaam Dekha
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Radha Tera Shyam Humne Mathura Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humne Mathura Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humne Mathura Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humne Mathura Mein Dekha
Bansi Bajaate Huye o Radha Tera shyaam Dekha
Bansi Bajaate Huye o Radha Tera shyaam Dekha
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Radha Tera Shyam Humne Goku Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humne Goku Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humne Goku Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humne Goku Mein Dekha
Are Gaiya Gharate Huye O Radha Tera Shyam Dekha
Are Gaiya Gharate Huye O Radha Tera Shyam Dekha
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Radha Tera Shyam Humne Vrindavan Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humne Vrindavan Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humne Vrindavan Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humne Vrindavan Mein Dekha
Raas Rachate Huye O Radha Tera shyam Dekha
Raas Rachate Huye O Radha Tera shyam Dekha
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Radha Tera Shyam Humane Gatipura Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humane Gatipura Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humane Gatipura Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humane Gatipura Mein Dekha
Are Parvat Uthate Huye o Radha Tera shyam Dekha
Are Parvat Uthate Huye o Radha Tera shyam Dekha
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Radha Dhundh Rahi kisi Ne Mera Shyam Dekha
Radha Tera Shyam Humane Sarv Jagat Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humane Gatipura Mein Dekha
Radha Tera Shyam Humane Vaishnavjan Mein Dekha
Radhe Radhe Japte Huye O Radha Tera shyam Dekha
Radhe shyam Radhe Krishna Radhe Krishna
4- Nand Ke Anand Bhayo
Lyrics- Aaa.. Aaa…
Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Haan Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Jai Ho…
Hey Haathi Dina Ghoda Dina.. Aur Dini Paalki
Jai Haathi Dina Ghoda Dina.. Aur Dini Paalki
Hey Haathi Dina Ghoda Dina.. Aur Dini Paalki
Haathi Dina Ghoda Dina.. Aur Dini Paalki
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Haan Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Haan Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Jai Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Jai Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Gopaaaall…. (Radhe Radhe)
Gopaaaall….
Jai Ho..
Bajat Badhaai Dhuni Chhaayi Teehu Lokan Mein
Bajat Badhaai Dhuni Chhaayi Teehu Lokan Mein
Anganaa Mehalke Na Jag Sur Taal Ki
Aangan Yashodhaake Na Jag Sur Taal Ki
Sut Ka Janam Suni Deva Bhi Anand Bhayo
Jai Ho
Tum Bhi Bajaave Sur Barsaad Saalki
Sut Ka Janam Suni Deva Bhi Anand Bhayo
Tum Bhi Bajaave Sur Barsaad Saalki
Jai Ho
Fule Sab Gopi Aaj Aanandi Umangan Mein (2)
Gopi Sab Sudhi Budhi Bhuli Aaj Kaalki (2)
(Radhe Radhe)
Brij Mein Phir Chand Bhayo Yashodha Par Jand Bhayo (2)
Nand Ke Anand Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki…
Jai Ho..
Nand Ke Anand Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki…
Nand Ke Anand Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki…
Nand Ke Anand Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki…
Nand Ke Anand Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki…
Aa Aa Nand Ke Anand Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki…
Jai Ho
Hey Haathi Dina Ghoda Dina.. Aur Dini Paalki
Hey Haathi Dina Ghoda Dina.. Aur Dini Paalki
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Shri Radhe
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
Hey Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
5- Shyam Teri Bansi Pukare Radha
Lyrics- Shyaam teri bansi
Pukaare radha naam
Shyaam teri bansi
Pukaare radha naam
Log kare meera ko
Yun hi badanaam
Shyaam teri bansi
Pukaare radha naam
Shyaam teri basi
Pukaare radha naam
Log kare meera ko
Yun hi badanaam
Log kare meera ko
Yun hi badanaam
Saanvare ki bansi ko
Bajane se kaam
Saanvare ki bansi ko
Bajane se kaam
Radha kaa bhi shyaam
Wo to meera kaa bhi shyaam
Radha kaa bhi shyaam
Wo to meera kaa bhi shyaam
Jamunaa ki lahare
Bansibat ki chhaiyaa
Kisakaa nahi hai kaho
Krishan kanhaiyaa
Jamunaa ki lahare
Bansibat ki chhaiyaa
Kisakaa nahi hai kaho
Krishan kanhaiyaa
Shyaam kaa divaanaa
To sara brij dhaam
Shyaam kaa divaanaa
To sara brij dhaam
Log kare meera ko
Yun hi badanaam
Saanvare ki bansi
Ko bajane se kaam
Saanvare ki bansi
Ko bajane se kaam
Radha kaa bhi shyaam
Wo to mira kaa bhi shyaam
Radha kaa bhi shyaam
Wo to meera kaa bhi shyaam
Kaun jaane bansuriya
Kisako bulaae
Jisake mann bhaae
Wo usi ke gun gaae
Kaun jaane bansuriya
Kisako bulaae
Jisake mann bhaae
Wo usi ke gun gaae
Kaun nahi
Kaun nahi basi ki
Dhun kaa gulaam
Radha kaa bhi shyaam
Wo to meera kaa bhi shyaam
Radha kaa bhi shyaam
Wo to meera kaa bhi shyaam
Shyaam teri basi
Pukaare radha naam
Shyaam teri basi kanhaiya
Teri bansi pukaare radha naam
Log kare meera ko
Yun hi badanaam
Radha kaa bhi shyaam
Wo to meera kaa bhi shyaam
Radha kaa bhi shyaam
Wo to meera kaa bhi shyaam.
6- Hare Rama Hare Krishna
Hare Krishna, Hare Krishna Krishna, Krishna, Hare, Hare
Hare Rama, Hare Rama Rama, Rama, Hare, Hare
Hare Krishna, Hare Krishna Krishna, Krishna, Hare, Hare
Hare Rama, Hare Rama Rama, Rama, Hare, Hare
Hare Krishna, Hare Krishna Krishna, Krishna, Hare, Hare
Hare Rama, Hare Rama Rama, Rama, Hare, Hare.
7- ACHYUTAM KESHAVAM KRISHNA DAMODARAM
Lyrics- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram,
Ram Narayanam Janaki Vallabham
Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
Ram Narayanam Janaki Vallabham
Kaun Kehte Hai Bhagavan Aate Nahi
Tum Meera Ke Jaise Bulate Nahi
Achyutam . . .
Kaun Kehte Hai Bhagavan Khate Nahi
Ber Shabri Ke Jaise Khilate Nahi
Achyutam . . .
Kaun Kehte Hai Bhagavan Sote Nahi
Maa Yashodha ke Jaise Sulate Nahi
Achyutam . . .
Kaun Kehte Hain Bhagavan Nachte Nahi
Gopiyo ki Tarah Tum Nachate Nahi
Achyutam . . .
Ram Narayanam Janaki Vallabham
8- Shree Krishna Govind Hare Murari
Lyrics- SHREE KRISHNA GOVIND HARE MURARI
HEY NAATH NARAYAN VASUDEVA
PITU MAAT SWAMI SAKHA HUMARE
HEY NAATH NARAYAN VASUDEVA
THAKUR HUMARE PRANO SE PYAARE
TUM HO HUMARE HUM HAIN TUMHARE
HEY NAATH NARAYAN VASUDEVA
GAIYAN CHARAIYA MAAKHAN CHURAIYA
DEENO KI NAIYA KE TUM HI KHIVAIYA
HEY NAATH NARAYAN VASUDEVA
TUM SE HAI DHARTI TUMSE HAI AMBAR
AGNI PAWAN AUR SATTON SAMANDAR
HEY NAATH NARAYAN VASUDEVA
GOVIND MERO HAI GOPAL MERO HAI
SHREE BANKE BIHARI NANDLAL MERO HAI
9- Mera Aapki Kripa Se
Lyrics- Mera Aapki Kripa Se, Sab Kaam Ho Raha Hai.
Karate Ho Tum Kanhaiya, Mera Naam Ho Raha Hai.
Patavaar Ke Bina Hee, Meree Naav Chal Rahee Hai.
Hairaan Hai Zamaana, Manjil Bhee Mil Rahee Hai.
Karta Nahin Main Kuchh Bhee, Sab Kaam Ho Raha Hai.
Tum Saath Ho Jo Mere, Kis Cheej Ki Kami Hai.
Kisi Aur Cheez Kee, Ab Dar Kar Hee Nahi Hai.
Tere Saath Se Gulaam, Ab Gulaphaam Ho Raha Hai.
Main To Nahi Hoon Kaabil, Tera Paar Kaise Paoon.
Tootee Huyee Vaanee Se, Gunagaan Kaise Gaoon.
Teree Prerana Se Hee, Sab Ye Kamaal Ho Raha Hain.
Mujhe Har Kadam Kadam Par, Toone Diya Sahaara.
Meree Zindagee Badal Dee, Toone Karake Ek Ishaara.
Ehasaan Pe Tera Ye, Ehasaan Ho Raha Hai.
Toofan Aandhiyon Mein, Toone Hee Mujhako Thaama
Tum Krishna Ban Ke Aaye, Main Jab Bana Sudama.
Tere Karam Se Ab Ye, Sareaam Ho Raha Hai.
10- Shri Krishna Govind – Om Namo Bhagavate Vasudevaya
Lyrics- Shri Krishna Govind Hare Murari
Hey Nath Narayan Vasudeva
Om Namo Bhagavate Vasudevaya…
11- Radha Kyu Gori Main Kyon Kala
Lyrics- Yashomati maiya se bole nndalaala
Radha kyon gori, main kyon kaala
Boli muskaati maiya, lalan ko bataya
Kaari andhiyaari adhi raat mein tu aya
Ladla kanhaiya mera, kaali kamali waala
Isilie kaala
Boli muskaati maiya, sun mere pyaare
Gori gori radhika ke nain kajaraare
Kaale nainon waali ne aisa jaadu daala
Isilie kaala
Itane main radha pyari hai ithhalaati
Mainne na jaadu daala boli balakhaati
Maiya kanhaiya tera jag se niraala
Isilie kaala
12- Dena Ho Toh Dijiye
Mere Sir Pe Rakh De Thakur Apne Ye Dono Hath
Dena Ho To Dijiye Janam Janam Ka Sath
Jhulas Rahe Hai Gam Ki Dhoop Me, Pyar Ki Chhaya Kar Dena
Bin Kanha Ke Naav Chale Naa, Tu Patwar Pakad Lena
Mera Rasta Roshan Kar De, Chhayi Andhiyari Raat
Dena Ho To Dijiye , Janam Janam Ka Sath
Isi Janam Me Sewa De Kar, Bahut Bada Ehsaan Kiya
Tu Hi Govinda Tu Hi Gopala, Mene Tujhe Pehchan Liya
Tera Sath Rahe Janmo Tak, Bas Rakh Le Itni Baat
Dena Ho To Dijiye, Janam Janam Ka Sath
Suna Hai Humne Sharnagat Ko, Apne Gale Lagate Ho
Aisa Humne Kya Manga, Jo Dene Me Sharmate Ho
Chahe Sukh Me Rakh Ya Dukh Me, Bas Hoti Rahe Mulakaat
Dena Ho To Dijiye, Janam Janam Ka Sath
Mere Sir Pe Rakh De Thakur, Apne Ye Dono Hath
Dena Ho To Dijiye, Janam Janam Ka Sath\
13- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
Lyrics- Garibi se bura haal dharam patni key baar
Baar kheine pr sudama na chahete huey
Apne bachpan ki mittr krishn se milne chala
Dwarika deesh key mahelon key ander jane ka pryaas kiya
Dwarpalo ne roka aey kidhar jata hai sudama ne prathana ki
Are Dwarpalo!
Dekho dekho yeh garibi yeh garibi kahaal
Krishna ke dwar pe vishwas leke aaya hoon
Mere bachpan ka yaar hai mera Shyam
Yehi soch kar mein aash kar ke aaya hoon
Are dwarpalo Kanhaiya se keh do
Are dwarpalo us Kanhaiya se keh do..
Ki dar pe Sudama garib aagaya hai
Ki dar pe Sudama garib aagaya hai
Haan, bhatakte bhatakte naa jaane kaha se
Bhatakte bhatakte naa jaane kaha se
Tumhare mahal ke karib aagaya hai
Tumhare mahal ke karib aagaya hai
Heye, are dwarpalo uss Kanhaiya se keh do
Ki dar pe Sudama garib aagaya hai
Ki dar pe Sudama garib aagaya hai
Naa sarpe hai pagdi naa tan pe hai jaama
Baatado Kanhaiya ko naam hai Sudama
Haan baata do Kanhaiya ko naam hai Sudama
Haan baata do Kanhaiya ko naam hai Sudama
Haan baata do Kanhaiya ko naam hai Sudama..
Naa sar pe hai pagdi
Naa tan pe hai jaama
Bata do Kanhaiya ko naam hai Sudama
Ho.. naa sar pe hai pagdi naa tan pe hai jaama
Baata do Kanhaiya ko naam hai Sudama ho..
Baata do Kanhaiya ko naam hai Sudama
Ek baar Mohan se ja kar ke kah do
Tum ek baar Mohan se ja kar ke kahe do
Ki milne sakha bad nasib aa gaya hai
Ki milne sakha bad nasib aa gaya hai
Hana are dwarpalo Kanhaiya se keh do
Ki dar pe Sudama garib aagaya hai
Ki dar pe Sudama garib aagaya hai
Sunte hi doude chale aaye Mohan
Laagaya gale se Sudama ko Mohan haan
Laagaya gale se Sudama ko Mohan
Laagaya gale se Sudama ko Mohan
O sunte hi doude chale aaye Mohan
Laagaya gale se Sudama ko Mohan
Haan Laagaya gale se Sudama ko Mohan
Sunte hi doude chale aaye Mohan
Laagaya gale se Sudama ko Mohan haan
Laagaya gale se Sudama ko Mohan
Hua Ruksmani ko bahut hi achambha
Hua Ruksmani ko bahut hi achambha
Yeh mehmaan kaisa ajeeb aageyaa hai
Yeh mehmaan kaisa ajeeb aageyaa hai
Haan hua Ruksmani ko bahut hi achambha
Yeh mehmaan kaisa ajeeb aageyaa hai
Barabar pe apne Sudama bithaye
Charan aansuon se shyam ne dhulaye haan
Charan aansuon se shyam ne dhulaye re..
Charan aansuon se shyam ne dhulaye
Barabar pe apne Sudama bithaye
Charan aansuon se shyam ne dhulaye haan
Barabar pe apne Sudama bithaye
Charan aansuon se prabu ne dhulaye haan
Charan aansuon se prabu ne dhulaye
Na ghabraao pyare jara tum Sudama
Na ghabraao pyare jara tum Sudama
Khushi ka shama tere karibaa gaya hai
Khushi ka shama tere karibaa gaya hai
Na ghabraao pyare jara tum Sudama
Na ghabraao pyare jara tum Sudama
Khushi ka shama tere karibaa gaya hai
Khushi ka shama tere karibaa gaya hai..
Also Check :
– 21 Inspirational Quotes in Hindi | Best Inspirational Quotes in Hindi | Motivational Quotes in Hindi
– 11 Best Short Inspirational Stories that can change your life
Check out our Youtube Channel for Latest Videos & Download Our Mobile App
Youtube Channel : BeautyofSoul Lessons
Mobile App : Android Play Store